यह ब्लॉग खोजें

Hindi Suvichar part-27



Challakar aur jhalla kar baten karana, Baina salah mange salah dena, Kisi ki Majboori men apni ahamiyat darshana aur sidhd karana, Ye kary duniya ka sabse kamjor aur asahay vyakti karata hai, Jo khud ko takatvar samajhata hai aur jiwan bhar bewakoof banata hai. Ghrina ka part ban kar dar dar ki thokare khata hai. 


 Jo samay ko nasht karata hai, Samay bhi use nasht kar deta hai. Samy ko barbad karane wale vyakti ka chitt sada udvign rahata hai, Aur vah asahay tatha bhramit hokar yoo hi bhatakata rahata hai.

Suvichar4u-More Pages
1  2   3   4   5   6  7   8   9   10    Next
     Lord Krishna  | Lord Buddha  | Swami Vivekanand   |  Chanakya
    Friends   |  Sai Baba    |   Aristotle    |   APJ Abdul Kalam
    Hindi suvichar   |  Bhakti    |   Success    |  Amrit Vani

कोई टिप्पणी नहीं: