यह ब्लॉग खोजें

Tufano ko nind-Geet aur kavita-5


 Tuphano Ko nind

Tuphane Aati hai to kya lahare
Kya Majhi, Koi nahi Tikata
Sab Pal Bhar men Khankh men Mil jata hai,
Charo taraph shmshan sa mahol ban jata hai.

Tuphano ko nind nahi aati hai.
Panchhiyon, Gidhdho ka badal par chha jana,
Viran sa banajar Jindagi sa hona,
Koi to Tuphan se puchhe,


Tumhe nind kyon nahi aat.
Tham Kyon nahi jati iski shararate,
Tuphano ko nind nahi aati.


Kyon bechain hoti hai,
Logo ka aman Chain Chhinane ko.
Kyon barbad karti hai too,
Tumhen Thodi bhi daya nahi.


Kyon poore hariyali ko pal bhar men,
Regi satan kar deti hai too.
Daya kar ham par Aur so ja, Ab mat sata too
Tuphano ko nind nahi aati.

Suvichar4u-More Pages
1  2   3   4   5   6  7   8   9   10    Next
     Lord Krishna  | Lord Buddha  | Swami Vivekanand   |  Chanakya
    Friends   |  Sai Baba    |   Aristotle    |   APJ Abdul Kalam
    Hindi suvichar   |  Bhakti    |   Success    |  Amrit Vani

कोई टिप्पणी नहीं: